Bhulai Nahi Ja Saken Gey Ye Batain
Tumhein Yaad Ayen Gey Ham, Yaad Rakhna
Tumhein Yaad Ayen Gey Ham, Yaad Rakhna
Behis Hain Yahan Log Bhla Socha Ke Karna
Is Door Main Logon Se Wafa Soch Ke Karna
Gul Shakh Se Bichre To Kahin Ka Nahi Rehta
Tum Zaat Meri Khud Se Juda Soch Ke Karna
Is Door Main Logon Se Wafa Soch Ke Karna
Gul Shakh Se Bichre To Kahin Ka Nahi Rehta
Tum Zaat Meri Khud Se Juda Soch Ke Karna
Jin Ki Khatir Shehr Bhi Chora Jin Ke Liye Badnam Hoye
Aaj Wohi Ham Se Begane Begane Se Rehty Hain
Aaj Wohi Ham Se Begane Begane Se Rehty Hain
Kashti Bi Nahi Badli Darya Bi Nahi Badla
Aur Dobne Walon Ka Jazba Bi Nahi Badla
Hai Shoq-e Safr Aesa Ik Arse Se Yaro
Manzal Bi Nahi Pai Rasta Bi Nahi Badla
Aur Dobne Walon Ka Jazba Bi Nahi Badla
Hai Shoq-e Safr Aesa Ik Arse Se Yaro
Manzal Bi Nahi Pai Rasta Bi Nahi Badla
Ham Aese Sada Dilon Ki Nayaz Mandi Se
Buton Ne Ki Hai Jahan Mein Khudayan Kya Kya
Buton Ne Ki Hai Jahan Mein Khudayan Kya Kya
Is Qadar Khamoshi Hai Charon Taraf
Zehan Sochay Tu Shor Hota Hai
Zehan Sochay Tu Shor Hota Hai
Chup Chap Sunti Rehti Hai Pehron Shab-e Firaq
Tasveer Yaar Ko Hai Meri Guftagu Pasand
Tasveer Yaar Ko Hai Meri Guftagu Pasand
Ye Jo Raat Din Mere Sath Hain, Wohi Ajnabi K Hain Ajnabi
Wo Jo Dharkno Ke Asas Thay, Wohi Log Muj Se Bichar Gaye
Wo Jo Dharkno Ke Asas Thay, Wohi Log Muj Se Bichar Gaye
Aankg Jo Kuch Dekhti Hai Lab Pe Aa Sakta Nahi
Mahv-e Hairat Hun Keh Dunya Kya Se Kya Ho Jaye Gi
Mahv-e Hairat Hun Keh Dunya Kya Se Kya Ho Jaye Gi
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaye Ga
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jaye Ga
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jaye Ga
Log Dewaane Hain Banawat Ke
Ham Saadgi Le Kar Kahan Jayen
Ham Saadgi Le Kar Kahan Jayen
Mera Karnam-e Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi
Ye Kia Nahi, Wo Hoa Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi
Ye Kia Nahi, Wo Hoa Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi
Mohabat Ke Gharon Ke Kache Pan Ko Ye Kahan Samjhen
In Aankhon Ko Tu Bas Aata Hai Barsaten Bari Karna
In Aankhon Ko Tu Bas Aata Hai Barsaten Bari Karna
Mere Raah Ki Dewaar Banay Hoye Hain
Ye Jo Mere Yaar Banay Hoye Hain
Ye Jo Mere Yaar Banay Hoye Hain
Aesa Kya Likhon Ke Tere Dil Ko Tassali Ho Jaye
Kya Ye Batana Kafi Nahi Ke Meri Zindagi Ho Tum
Kya Ye Batana Kafi Nahi Ke Meri Zindagi Ho Tum
Nahi Shikwa Mujhe Kuch Be-wafai Ka Teri Hargiz
Gila Tab Ho Agar Tu Ne Kisi Se Bhi Nibhi Ho
Gila Tab Ho Agar Tu Ne Kisi Se Bhi Nibhi Ho
Meri Barbaadian Durast Magar
Tu Bta Kya Tujhe Sawab Hoa
Tu Bta Kya Tujhe Sawab Hoa
Jab Milo Kisi Se Tu Zara Door Ki Yaari Rakhna
Jaan Lewa Hote Hain Aksar Sene Se Lagane Wale
Jaan Lewa Hote Hain Aksar Sene Se Lagane Wale
Ye Aana Koi Aana Hai Ke Bas Rasman Chale Aaye
Ye Milna Khak Milna Hai Ke Dil Se Dil Nahi Milta
Ye Milna Khak Milna Hai Ke Dil Se Dil Nahi Milta
Itni Milti Hai Meri Ghazalon Se Surat Teri
Log Tujh Ko Mera Mehboob Samjhte Hon Gey
Log Tujh Ko Mera Mehboob Samjhte Hon Gey