جسے بارش کے پانی میں بہا کر مسکراتے تھے
مجھے کاغذ کی وہ کشتی ذرا پھر سے بنا دینا
———
Kitni mushkil se falak per nazar aata hay
Eid ke chand ne bhi andaaz tumharay seekhay
Eid ke chand ne bhi andaaz tumharay seekhay
یہ احتجاج کا لہجہ نہیں بغاوت ہے
لکھے کو آگ لگا دی قلم کو توڑ دیا
———
Chand eid ka dilkash hay maanta hoon
Husn-e-janan se magar haar jay ga
Husn-e-janan se magar haar jay ga
بتاؤں نام اے درباں تجھے کیا
یہ کہہ دے کوئی آیا ہے کہیں سے
———
Din bher khafa thi mujh se magar chaand raat ko
Mehandi se mera naam likha us ne haath per
Mehandi se mera naam likha us ne haath per
وہ گاؤں کا اک ضعیف دہقاں سڑک کے بننے پہ کیوں خفا تھا
جب اس کے بچے جو شہر جا کر کبھی نہ لوٹے تو لوگ سمجھے
———
Kaanch jaisay hotay hain hum jaisay tanha logon ky dil
Kabhi toot jatay hain tu kabhi toord diyay jatay hain
Kabhi toot jatay hain tu kabhi toord diyay jatay hain
خیال ترک محبّت تو___ بار بار آیا
مجال ترک محبّت نہ ایک بارہوئی
———
Aisa koi tu ayaa hay teri zindagi main
Jo tujhey meri yaad ka mooqa bhi nahi daita
Jo tujhey meri yaad ka mooqa bhi nahi daita
ﮐﯿﺴﮯ ﻋﺠﯿﺐ ﻟﻮﮒ ﮨﯿﮟ ﻏﻤﻨﺎﮎ ﺑﮭﯽﻧﮩﯿﮟ
ﯾﻮﮞ ﺭﺍﺋﮕﺎﮞ ﮨﻮﺋﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺍﺩﺭﺍﮎ ﺑﮭﯽﻧﮩﯿﮟ
ﻣﺎﻧﺎ ﮐﮧ ﺍﯾﮏ ﺩﻭﺳﺖ ﻧﮯ ﺭﺳﺘﮧ ﺑﺪﻝ ﻟﯿﺎ
ﮨﮯ ﺳﺎﻧﺤﮧ ﭘﺮ ﺍﺗﻨﺎ ﺍﻟﻤﻨﺎﮎ ﺑﮭﯽ ﻧﮩﯿﮟ
———
Bohaut nafrat thi us ko be wafaon sy
Na janay Khud se kaisay banti hogi uski
Na janay Khud se kaisay banti hogi uski
نہیں معلوم کیا سازش ہے دل کی
کہ خود ہی مات کھائی جا رہی ہے
———
Ab na jagain ge ratoon ko teri yadoon ky saharay
Hum ny aadat ko badlna hay teri nazron ki tarah
Hum ny aadat ko badlna hay teri nazron ki tarah
شکستہ دل ہیں،انہیں حادثے کا مت کہنا
بس ایک پھول اٹھانا، اسے مسل دینا
———
Aik bar aur daikh ker azaad kerday mujhay
Main ab bhi teri pehli nazar ki qaid main hoon
Main ab bhi teri pehli nazar ki qaid main hoon
نغمہ عشق سناتا ہوں میں اس شان کیساتھ
رقص کرتا ہے زمانہ میرے و جدان کیساتھ
———
Yani ye khamooshi bhi kisi kaam ki nahi
Yani main biyan kerkay bataon, main udaas hoon
Yani main biyan kerkay bataon, main udaas hoon
ابھی کچھ دیر میں محسن وہ پتھر ٹوٹ جائے گا
میں اس کی سردمہری پہ محبت مار آیا ہوں
———
Hum se nfrat kerni hay tu iraday muzboot rakhna
Zara si bhool howi tu phir se mohabbat ho jay gi
Zara si bhool howi tu phir se mohabbat ho jay gi
اس کی آنکھوں کو کبھی غور سے دیکھا ھے فراز
رونے والوں کی طرح جاگنے والوں جیسی
———
Youn yad a ker sataya na karo mujh ko
Ak yahi saza kafi hai ke pass nahi ho tum
Ak yahi saza kafi hai ke pass nahi ho tum